KUCH BOONDEIN

Rishte wafaein dosti sab kuch to pass hai, Kya baat hai pata nahi, dil kyun udass hai, Har lamha hai haseen, nayi dilkashi ke sath Phir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath. Chahat bhi hai sukun bhi hai, dilbari bhi hai, Aankhon mein khawab bhi hai, labon par hasin bhi hai Dil ko nahi hai koi shikayat , kisi ke sath Phir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath. Yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke sath, Fhir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath.

Friday, 14 November 2014

Andaaz-e-khafa



Ik pal ka ehsaas wo tera juda hona..
Ta- umar yaad rahega wo tera andaaz-e-khafa hona...
Posted by Unknown at 13:34 No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest
Newer Posts Older Posts Home
Subscribe to: Posts (Atom)

Blog Archive

  • ►  2015 (1)
    • ►  September (1)
  • ▼  2014 (2)
    • ▼  November (1)
      • Andaaz-e-khafa
    • ►  August (1)
  • ►  2013 (3)
    • ►  March (2)
    • ►  January (1)
  • ►  2012 (11)
    • ►  December (6)
    • ►  November (5)

About Me

Unknown
View my complete profile
Ethereal theme. Powered by Blogger.